
Hazrat Nuh A.S Ki Kashti – Ek Sabaq Amoz Ka hani Is blog post mein Hazrat Nuh A.S ki kashti ki kahani Urdu mein padhai Ek pyari aur sabaq amoz kahani jo bachon aur badon dono ke liye hai Hazrat Nuh A.S Allah ke paighambar thay. Unho ne logon ko Allah ki ibadat ki dawat di. Lekin log na maane. Allah ne unko ek kashti banane ka hukm diya Hazrat Nuh A.S ne ek bari kashti banayi. Usmein har jaanwar ka ek joda chadhaya. Phir ek din bohat bara toofan aaya. Sirf woh log bache jo kashti mein thay. Baaki sab doob gaye Sabaq: Jo Allah ki baat maanta hai, wahi bach jata hai. Hamesha sach ka saath do aur achhe kaam karo. About Creative Duniya Creative Duniya ek Islamic aur taleemi blog hai jahan hum bachon aur baron ke liye pyari kahaniyan, islamic lessons, aur educational content share karte hain. Mera naam Hafsa Khan hai, main digital marketer aur graphic designer hoon. Meri koshish hoti hai ke aap tak behtareen aur dilchasp content pahunchaun jo aapke dil ko chu jaye. Agar aap...